Hello Dosto app sabhi ka mere blog me swagat hai.
Aaj mai apko Busy 18 me ledger kaise create karte hai batane
wala hoo.
Dosto maine apne pichle post me company kaise create karte
hai bata chuka hoo.
Sabse pahle aap apni company ko open karle.
Uske baad aap master tab per click kare.
Usme aap master per click kare click kerne per aap ko Add,
Modify, List ka option
Show hoga. Apko Add button per click kerna hoga.
Uske baad aapke samne Add Account Master Window open hoga.
Ø Sabse pahle
aapko party ka Neme fill karna hai.
Ø Then print
Name same hoga.
Ø Group me
debtor yaa creditor select kare.
Ø Uske baad
party ka address fill kare.
Ø Country me
india select kare.
Ø Stete me
aap party ka state fill kare.
Ø Type of
Dealer me Registered yaa unregistered select kare.
Ø Registered ke
case me aapko GSTIN number fill karna zaroori hai.
Isi terah se aapko pura form fill karna hoga.
Sab kuch fill hone ke baad aap isko save karle.
Save karne ke liye f2 use kar sakte hai.
Aap enter press karte hue bhi save kar sakte hai.
Ummeed karta hu dosto aap sabhi ko mera post pasand
aaye.
Thank you.
No comments:
Post a Comment